Badaa naam suna tha delhi
Chord aaye ghar gaadne killi
Par jab pataa chalaa kya scene yahaan
Yahaan ik raat ka hota anandan
Fir toote hai saare bandhan
Ye hai daud bhaag ki nagri
Duniya ik dooje ko thag ri
Yahaan koi muh pe bane miya mitthu
Peeche se kheenche hai tangdi
Par mere jaise koi na hai
Koi le rahaa mauj bas aaj ki
Koi dooba kitaab mein din bhar
Koi beth ke saanse gin rahaa
To use rabb ne cheena hai