Mujhe hosh na hai ab kuch bhi
Mera dosh na hai ab kuch bhi
Afsos na hai mujhe kuch bhi
Main kya bataau main kaise
Hua hu main tera kuch aise
Na hosh hai na hai chaina
Jab se mile hai tere naina
Tujhe tere naam se main pukaarun
Tujhe meri har dua mein sawaarun