LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Ishqiya

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Na na na
Na na na na
Na na na na
Na na na na na na
Hansti tu jo
Hansta mai bhi
Rone na du
Mai tujhko kabhi
Hansti tu jo
Hansta mai bhi
Rone na du
Mai tujhko kabhi
Hansti tu jo
Hansta mai bhi
Rone na du
Mai tujhko kabhi
Dooriya ye
Gar ho jaaye kam
Jaane na du
Mai tujhko kabhi
Intezaar mein shaam hui hai
Ye baatein aam hui hai
Log puchhe mujhe aate jaate sab kiska hai intezaar
Kya kaam koi hai
Maana abhi mera naam nahi hai
Par pyaar mein kahaan kami hai
Mujhko na parwah mujhko mil tu aake jahaan kahin hai
Hansti tu jo
Hansta mai bhi
Rone na du
Mai tujhko kabhi
Dooriya ye
Gar ho jaaye kam
Jaane na du
Mai tujhko kabhi
Jaana ye to
Hona hi tha
Tera hi hu
Mai tera hi tha
Neer banu to beh ke chhulu tujhko sardi mein
Pawan kahun main khudko to chain sa lag ju garmi mein
Teri kadar main karta hu jitni main khudki hun karta
Mere seene se lipat ke sun le tu mehsoos mai jo karta
Do pal ka samay tu de mai tujhko pyaar karun utna
Karu jitna lage gar kamm to likhdu padh na sake utna
Hansti tu jo
Hansta mai bhi
Rone na du
Mai tujhko kabhi
Chhute gam tere sang pal bhar baat kar
Chal kar saath mere bhul jaaye dar war
Wish meri khushi teri dua lage saari meri
Pyaari si hansi ye teri jaana meri jaan leri
Ishqiya main
To tum bhi hona
Mann hi mann ye
Tum bhi gaao na
Ishqiya main
To tum bhi hona
Kehdo ab to
Tum mere ho na

WRITERS

Pawan Sharma

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other