Meri yaadon mein ho kar tanha
Meri yaadon mein ho kar tanha
Tujhe fir badaa yaad aaunga
Fir tujhe badaa yaad aaunga
Har saans mein saans pade kamm
Tujhe fir badaa yaad aaunga
Fir tujhe badaa yaad aaunga
Har saans mein saans pade kamm
Dar dar bhatkega tu mujhe dhoondta
Meri roshani ojhal hogi andhere mein
Umeedein rahengi rahunga na main unme
Raatein rahengi milunga na main unme
Milega na waqt na milegi wafaa jab
Damm ghut jaayega baahon mein unke
Jinke bhi saath mein hoga tera chalna
Unke bhi saath rahega din gin ke
Der se aayegi samajh ye tujhko bhi
Khelte log hain khel ye din ke
To gin ke na pyaar kiya tha maine tujhko
Kiya aitbaar jo milega na tujhko
Tu mujhko bulaayega mujhko na paayega
Palke bhigaayega har pal din ke
Meri yaadon mein ho kar tanha
Meri yaadon mein ho kar tanha
Tujhe fir badaa yaad aaunga