Na jaane kaise main badal gayaa
Seene se dil bhi nikal gayaa
Tu jo mila mujhe main laapataa ho gayaa
Tu jo gayaa main khud mein kho gayaa
Na jaane kaise main badal gayaa
Seene se dil bhi nikal gayaa
Tu jo mila mujhe main laapataa ho gayaa
Tu jo gayaa main khud mein kho gayaa
Main so gayaa tha soch ke ki hoga jab savera
Tu saath mere hoga tu rahega sirf mera
Jaan tujhpe tha luta chalaa
Main kho gayaa tha hosh jab tha dekha tera chehra
Par jo beeta kal tha mera mujhko saaf tha ye keh ra
Ki na hoga ye kabhi ye khel badlega nahi
Ye waqt hi hai aisa isme tu galat nahi
Maine thaamaa tha jo waqt in halaaton mein kahin
Wo ret sa bikhar ke haathon se fisal gayaa
Na jaane kaise main badal gayaa
Seene se dil bhi nikal gayaa
Tu jo mila mujhe main laapataa ho gayaa
Tu jo gayaa main khud mein kho gayaa
Na jaane kaise main badal gayaa
Seene se dil bhi nikal gayaa
Tu jo mila mujhe main laapataa ho gayaa
Tu jo gayaa main khud mein kho gayaa
Na jaane kaise main badal gayaa
Na jaane kaise main badal gayaa
Na jaane kaise main badal gayaa
Na jaane kaise main badal gayaa
Na jaane kaise main badal gayaa
Na jaane kaise main badal gayaa