Zanjeere thi hatheli ki kalaaiyo pe
Main tum aur hum akele gehraaiyon mein
Aur sukoon bhari raat tere saath dekh tujhe chaandni bhi chhupi jaise sharmaayi ho ke
Gum sum hoke baadlon se kehti wo
Puchho chaand se ki pyaar nahi karte kyon
Leke naam tera rakh deri shartein wo
Saari raat royi aise kyu ni karte ho
Aur boondon mein suroor tera barse jo
Aisi baarishon mein bheege huye arse to
Hawaa bhi namm hoke pooche dilbar se jo
Kya tum bhi mere liye aise kabhi tarse ho
Tera zindagi me aake mujhe milna
Tere bina ab lagta hai dil na
Sochun agar tere bina mere din meri raatein hoje namm mere aansuo ko gin na
Toote dhaage par pyaar se tu silna
Muntazar hai ye badi mushkil na
Mera ye shaayraana tere liye likhna
Aankhein main karu band tera mujhe dikhna
Maana doori jaise baadlon ki chhanv se
Mera pyaar jaise tal juda naam se
Aur jalne lagi dekho makar bhi aapse
Paani me aag lagne lagi hai taap se
Aur main bhi likh rahaa gaane ye aalaap se
Main dheere gaata mere bol chup chaap se
Hawaa mein shor machne lagaa hai tab se
Ye teri saanse mujhse mili hai jab se