LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Tum Bhi Nahi

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Mere jaana tum ho mere tha ye mujhko yakeen
Mai hua gum ho tum bhi nahi
Tum ho mere tha ye mujhko yakeen
Mai hua gum ho tum bhi nahi
Baaton ko maana sach maine dosh mera hai
Hai do shakal ye kasoor nahi tera hai
Meri kami ki maine der jo kari thi pehchaan ne mein tujhe
Socha bhola bhaala chehra hai
Fir tu chalegi tere saath koi aayega nai
Meelon ke raste hai jhooth aur fareb ke
Hai koi meri tarah raaz jo chupaayega nahi
Raani sa taaz khoya mere saath khel ke
Tum ho mere tha ye mujhko yakeen
Mai hua gum ho tum bhi nahi
Kehne ko sehene ko kuch tha nahi
Bas rehta tha aksar mai gum sa kahin
Tum ho mere tha ye mujhko yakeen
Mai hua gum ho tum bhi nahi
Jo bole sach use kabhi nahi jaane do
Jo bole much use kabhi nahi aane do
Apne hai apno sa karte behave jo
Aise logon se haath mujhko milaane do
Mai beh gayaa to keh gayaa tha seh gayaa tha kam na par
Mai waapsi me aapsi ke maamlon me bikhra jab se
Toota tha mai fir utha mai ladta tha mai khudse kyunki
Jhoote the wo waade bhi jo karti rehti tu thi mujhse
Karaa wahi jo kahaa nahi tha tujhko maine karne ko
Bharaa nahi kya mann tera tha mujhse baate karke jo
Sar kafan me kiya dafan to chorda tha awaarapan
Tu kar wahi jo karti thi hila ke tu tera badan
Hansta rehta doston me baatein chahe karta kam
Tujhe bhi rakhta aasmaa pe saath me jo rehte hum
Mujhe bhi dukhta rota dekh tujhko
Meri jaan sun
Teri saheli jo saath peheli se teri hi to leti gayi
Meri baatein jo thi lagti kadwi unme tu lapeti gayi
Koshish karti bohot ki baato ko sambhaal lu par
Aansu jo behte mere unme ban gayi gulaal tu
Yaadon mein khwaabon me thi saansein nahi
Khush rehna mujhse tu door ab kahin

WRITERS

Pawan Sharma

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other