LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

G-Shit

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Yeh shaunk ni pesha hai..
Toh bags ko karo aage..
Mufat mein ni karte hai kaam..
Toh facts ugaalu toh jalo saare..

Tu karmo se neta hai..
Jhoota tu bharosa de..
Apni Janta ko hi bhookha jagake tu..
Noto ki gaddi pe sota hai..

Drop karu track jaisey Hiroshima Nagasaki..
Roll kare dope toh woh mere bina Jalata ni..
Spit kare whack tu na jaane meri Kalakaari..
Verse mein no lack mera heat jaisey Kalahaari..
Oh shit..
Yeh jaisey mera Sultanate..
Tere tacks ni hai jitne mere sir pe case..
Mere fans ko bhi rakhu main up to date..
Ya main badlunga mausam toh keep the change..

Jota jalake phir Nota lagate..
Asoka main kaun hai jo mujhko daga de..
Bazuka chalake kabutar udate..
Mashuka hai music hum uspey fidaa hai..

Saath mile sab haath mile sab..
Scene bane hard, khiley sab..
Smart villagers..
Beef ki toh baat bhi na kar..
Star syllables..
Kick mere paas baje mast..
Tera kaam
9 se 5 baje tak..
Chal Side deke chal.. Thoda aake jaake right leke chal..
Mujhey jaane tahbi karte na fun..
Nai toh shots chale dhan te na dhan..
Shabd khaunf inhe I don't need a gun..
Fuck off karu jabbhi mera mann..
Snoop Dogg baje studio mein son..
Mood off ho toh Js 6 dozen..
Saath mein mutton..
Club mein woh kholti button..
Mast patli Kamar..
Phir karte suffer..
Last long nahi karte buffer..
Ghar wale poochey call pe khabar..
Bola karlo sabar..
Ya chalra bhasad..
Uska banda bola main ni lagta Gadar..
Usko Ganda khola par ni karna murder..
Uska Dhanda hoga par ni tha mera mann.. Ghar tak chora.. Phir Mai bola ki..

Im on my G shit you know dream big
Im living the zone they wanna know o…

I level up my own,
Igot great time never feel-low , i hit the GAs
Go never too slow

Bands hai dhur abhibi
Flex dekh bola tu habibi
Mai fal tu fool abhibi .
Studio me sath sham lage samshan kabhibi .
Shehar se pyaar par shehar ne pyar karini
Dikhate ameeri par gane kharredne mei ati hai garibi

Yeh shaunk ni pesha hai..
Toh bags ko karo aage..
Mufat mein ni karte hai kaam..
Toh facts ugaalu toh jalo saare..

Tu karmo se neta hai..
Jhoota tu bharosa de..
Apni Janta ko hi bhookha jagake tu..
Noto ki gaddi pe sota hai..

Im on my G shit you know dream big
Im living the zone they wanna know o…

Im on my G shit

Im on my G shit

You know dream big

Im living the zone they wanna know o…

PUBLISHERS

Lyrics © THE ADMINISTRATION MP INC

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other