(Hai yeh shaam aayi jaise teri adaayein
Tere liye khoobsoorat nazaarein sajaayein)- 2
Pyaase dil ki sun lo tum toh sadaayein...
Hai yeh shaam aayi jaise teri adaayein,
Tere liye khoobsoorat nazaarein sajaayein.
Jaa paayoge bhala kaise tum bhi,
Dil toh tera yehi chaahe rehna yahin,
Rok lenge tere qadmon ko teri dhadkanein,
Dena na phir ilzaam sar pe hamaaare,
Pyaase dil ki sun lo tum toh sadaayein,
Hai yeh shaam aayi jaise teri adaayein,
Tere liye khoobsoorat nazaarein sajaayein.
Meri nahi toh, mausam ki sun lo,
Karta hai, tumse kya, guzaarish hai woh.. hai guzaarish hai woh,
Saare ke saare dekho jalwe hai woh lutaayein,
Haal mere, dil ka hi, woh toh sunaayein,
Pyaase dil ki sun lo tum toh sadaayein,
Hai yeh shaam aayi jaise teri adaayein,
Tere liye khoobsoorat nazaarein sajaayein...