Ladke rote to lage nadaan
Batate ni rakhte hain sab kuch anjaan
Mere bhi kuch hain sawaal
Abb karu mai yaad bhar ke jaam
Ke rokte mughko tum naa haan
Ke bolte Argon abb naa jaa
Bhare bazaar mein apne saath
Pakadte haath mai gumm tha naa
Akela ni hu par hai khaali pan
Zakham ni hai par hai jalan
Ghin thi mughe peene se par abb
Glass mein aansu gin aur rum
Tonic ni hai ye hai toxic
We split par hua naa profit
It was perfect but i paniced
Tabhi my ship is called titanic
And when I sank in hua ni dukh
Aankhon mein paani aur dikha ni kuch
Umeed mein khoya mai roya tha chupp
Aur arsa beeta jo dekha ni sukh
Kaha se laun mai himmat abb
Har cheez se kaise lu sabak
Marr bhi jaun to ho kya farak
In my blanket where its dark
As no one likes me when I talk
Ni chahiye happieness ka crate
All I want is little change
And that change is less pain
Gaya mai bhool ye jeena life
Aur kate fizool ye mera time
Ke ladka apna karr ra kuch
Mai karta vo jo kar re sab
Ni karna padhta khudko prove
Bhai yaan paise ke peer hain sab
Yaa fir kuch maango to karte judge
Maangu ehsaan jo kisi se abb
To lagta sar pe chadhta karz
Ohda hai jo maine ye hansi ka naqab
Jeet sakta hu mai sach chupane ka khitaab
Kabb khush the mughse apne ye dur ki hai baat
Kabb khush tha mai khud se ye mughe bhi ni yaad
Abb sab bolte we feel you
But no one really means it
Karta hu aansu apne trap mai inn bars mein
Mai guilt trip pe jaata hoke sad apni car mein
Mai bhara pada haara hua jeeye jara hu
Aur ro bhi ni mai sakta jeera aaise mai samaaj mein