Pee le meri ankhoin ke nam
Par teer lagay dil main hoin jab
Ye dard kam jis zakham main hain
Hota tuu toh seh lete gham
Ab na tuu par mujh pe hain sab
Last night she got her jumpin and jump
Loved you, but you took me for fun
Ab is sagar main pani hai kam
Dhoonda tha sach, darwazay hain band
Sabko ko samajh, kis se sharam mujhe
Ankhain band, dikhi dunya ajab mujhe
Sab kuch tera ye, lo'ta de wo pal mujhe
Ab seenay main na dil par
Pee le meri ankhoin ke nam
Pee le meri ankhoin ke nam