LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Ankh Hai Bhari Bhari (Shayari Version)

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Meri aankhon ke aage to
Teri yaadon ka saaya hai
Bina tere na reh paaye
Ye kya jaadu chalaya hai
Khudko to bhaga rha tha me is ishq se
Jaane kaise me tabdeel ho gaya
Wo haseena aise dil pe chai
Ke kambakht deemag bhi dil ho gaya
Ankh hai bhari bhari
Aur tum
Muskurane ki baat karte ho
Tum kya jaano in honthon ka haal
Jo haal-e-dil bataane ko taraste rehte hain
Kabhi fursat ho to dhayan se sun na
Ye khamosh hokar bhi
Kya kehna chahte hain
Use kehne se haal-e-dil
Kyu mann ghabra hi jaata hai
Mere jo kreeb wo aaye
To dil sharma hi jaata hai
Raat hai suni suni
Aur tum
Shor machane ki baat karte ho
Ankh hai bhari bhari
Aur tum
Muskurane ki baat karte ho
Zakhm hai hara hara
Aur tum
Chot khane ki baat karte ho
Hoo

WRITERS

SAMEER, NADEEM SAIFI, SHRAVAN RATHOD

PUBLISHERS

Lyrics © Royalty Network, O/B/O DistroKid, Sentric Music

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

None