LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Mai Jis Din Bhula Doon

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Mujhe apne dil se
Utarne na dena
Mai khushboo hoon isko
Bikharne na dena
Mujhe apne dil se
Utarne na dena
Mai khushboo hoon isko
Bikharne na dena
Humesha rahoon mai
Tere baazuo mein
Na toote ye bandhan
Kabhi dosti ka
Ye aankhein usi raat
Ho jaaye andhi
Ye aankhein usi raat
Ho jaaye andhi
Jo tere siwa dekhe
Sapna kisi ka
Mai jis din bhula doon
Tera pyar dil se
Wo din akhiri ho
Meri zindagi ka
Tumhe dekhne ko
Hai kitne ye armaan
Tumhe yaad karti hai
Har pal meri jaan
Tumhe dekhne ko
Hai kitne ye armaan
Tumhe yaad karti hai
Har pal meri jaan
Na phir keh sakunga
Mera haal mil ke
Khuda jaane ab jo
Mile hum kabhi na
Mai jab tak jiyunga
Tera hi rahunga
Mai jab tak jiyunga
Tera hi rahunga
Har waqt tere mai
Tera saaya manke
Mai jis din bhula doon
Tera pyar dil se
Wo din akhiri ho
Meri zindagi ka
Mai jis din bhula doon
Tera pyar dil se
Wo din akhiri ho
Meri zindagi ka
Meri zindagi ka

WRITERS

Arick Arick

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup Icon
Theme

None