Ye hausla na dila sake dil mera
Ye hausla na dila sake dil mera
Chehra tera ahi jaye in aakhon ke samne
Mere gaanon mein nazam wahi hai
Maine baatein likhe tere par kalam wahi hai
Kalam de Rihayi par dard wahi hai
Tera chehra mere samne par abh dil nahi hai
Dard-e-dil par abh chain nahi hai
Kubul hai ishq par ye pyaar nahi hai
Tune diya mera saath par tu haar gayi hai
Kubul hai kubul hai, do rehgaye hai dil
Tu karegi pyaar tu todegi dil
Mai manu na haar mai firse ye Jodunga dil
Nashe mein nashe mein likha ya gaana
Un aakhon se dekhe se mujhe par wo deti bahane
Kadar is dil ko teri jisne socha tujhe
Abh wo gaane likhe abh wo gaanon ko bechu mai
Mai bechunga dil wo bechegi rooh
Mere hoton ko sil mai bolu na tu
Mere hoton se ye maane na kyun?
Mai bechunga dil wo bechegi rooh
Mere hoton ko sil mai bolu na tu
Mere hoton se ye maane na kyun?
Mai bechunga dil wo bechegi rooh
Mere hoton se ye maane na kyun?
Mai bechunga dil wo bechegi rooh
Juthe ye saare ye waadein tere
Deti tu mujhe aur galti kare
Dil mai ye dard hum ye kisse kahe
Tu karegi vaar mai manu na haar
Wo bole mera rooh sitaron mein
Wo bole mera rooh sitaron mein
Mujhe yaad aye teri raaton mein
Chehra nahi dekha tera saalon se
Tu Bechega jaan tu bechigi rooh
Wo todegi dil mai manu na kyu
Mai bechunga dil wo bechegi rooh
Mere hoton ko sil maanu na tu
Mere hoton ko sil maane na kyun
Wafa mili mujhe mili saath maut hai
Bas khuda dera saath ya fir aj maut hai
2 kadam pe karle sucide ya fir chaar kadam pe Tu poora kar wo faasla
Mere baat koi na samajhta
Mai jo bhi baatein bolu sach tabh badal yahape barasta
Tujhe dekhne ko mai tarasta
Tabhi fuku anta charas ka
Meri maa mujhpe bhadakti mai maa pe thoda badakta
Meri baatein thodi galat par mai galat na
Meri bandi lagey achi kabhi galat na
Meri bandi lagi mujhe kabhi galat na
Tu gayi chorke par tu palat na
Teri gandi aadatein maine sahi na
Teri gandi aadatein maine sahi na
Mai bechunga dil wo bechegi rooh
Mere hoton ko sil mai bolu na tu
Mere hoton se ye maane na kyun?
Mai bechunga dil wo bechegi rooh
Tu bhi rehti hai sitaaron mein
Tu bhi rehti hai sitaaron mein