LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Abr-E-Karam (feat. Anupam Sharma)

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Abr-e-karam ki baarishein kar aise
Abr-e-karam ki baarishein kar aise
Bheeg jaaye tann
Bheege ye mann
Bheeg jaaye tann
Bheege ye mann
Mujh pe raham kar vaise
Abr-e-karam ki baarishein kar aise
Abr-e-karam ki baarishein kar aise

Pyaasi si rooh ko
Ab toh qaraar aaye
Jis ke daras tarsoon
Aaye mera yaar aaye

Pyaasi si rooh ko
Ab toh qaraar aaye
Jis ke daras tarsoon
Aaye mera yaar aaye

Andhiyaare se der bhali hai
Andhiyaare se der bhali hai
Be-ghar ko ghar jaise

Abr-e-karam ki baarishein kar aise
Abr-e-karam ki baarishein kar aise

WRITERS

Anupam Sharma

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup Icon
Theme

None