Rota hai dil bar bar, ha tere jane ke baad
Kehta har pal tu laut aa, ha phir se mere paas
Tadpan ye kaise phir bhi janu na
Bin tere kuch bhi main pehchanu na

Hai teri kami jo zindagi mai
To berangi si hai ye fizayein
Nami aakho mai harpal mere
Hai dhundli si saari dishayein