Jab jab tere paas main aaya,
Jise main tha bhoolta aaya,
Jab sehme tanhapan se, Tujhe yaad kiya
Hmm, dil, Sambhal ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
Phir mohabbat karne chala hai tu
Aisa kyun kar hua janu naa
Phir mohabbat karne chala hai tu
Phir mohabbat karne chala hai tu
Jis raah pe, hai ghar tera
Aksar wahan se, haan main hoon guzra
shayad yahin dil mein raha
Tu mujh ko mil jaye, Kya pata
Phir mohabbat karne chala hai tu
Phir mohabbat karne chala hai tu
Kuch bhi nahi Jab darmayaan
Phir kyun hai dil, tere hi khwaab bunta
Chaha ki de, tujhko bhula
Par yeh bhi mumkin ho na sakaa
Kya hai yeh maamla, Janu naa
Phir mohabbat karne chala hai tu
Phir mohabbat karne chala hai tu
Phir mohabbat karne chala hai tu