Aksar lagta jaise mera scène thoda Alag
Divine pe vibe bhi kiya, first song Farak
Mai rhyme kara start, 8th class me tha Eminem saath
Mila hiphop, mila dharam, ek Aur
Talking bout Music, sirf Hiphop
Nai karu sirf Rap, Genre hai bhot
Gaane me likhai meri dekh bro
Hindi me drill karu rep, sunta mai
Stormzy, Dizzie, aur Headie, aur Skepta (woah)
Karu Dig Deep, Verse likhu, sirf Bars nai
Maksad ke saath me, sirf Punchlines nai
Metaphor vaala daur, par koi Rap God nai
Toh fir Diss karna chod chote, zyada bhowk nai
Showk nai mujhe tere piche lagne ka
Diss God wannabe, lagta Tu chakne sa
Samjhega kaise mere Bars chote bhai
Kyuki Vibe mera Number badhata tere chashme ka
Samjha kya, Bina baat ke bawaal toh fir fankaana (Fann)
Slime Bars tere dusro ko chipkaana
Drill Rhyme aata nai toh ghar jaake
Ghar jaake seekh gaana (bro)
Ye 700-800 mujhe mat Gina Followers
Gaane mere OG, sunne vaale kare follow
International Collabs , Rep karu scene
Red Riding Hood Boy, chod ye le mera Follow rakh
Baaki Subliminal Game khelna hai toh khel bro
Don't only Run for the Fame Bro