Hacker Walla rizz use kar le khatam
Chahne waalein chahenge aur
Jalne waale ho jal ke bhasam
Grind all day and grind all night
Ucche waaleein sapnein dekhe
peeche khade sareein bhai
Bina koshish ban gaye hum
rush karein clutch karein this shit cray
All chat mein toh sher hai tu par
par OP in the chat at home
Karein scene ko represent
Na fikar chahe joh offend
Rolli on the wrist hands in a fist
Hum hain saath mein the end
We know how to get shit done
Dara paya humein kabhi Neh
Feel se gao haath upar now
Tera bhai hai deadly shark attack like a heart attack, no aim bot.
Head down unhe mehnat se dikhaya
Paisa toh maine Haq se banaya
This crown khud ke dam pe kamaya
Btown na independent failaya
Legacy legacy chilla rahein legacy
Tere har gaana chale on afrobeat
Mujhe sikhane chala Gaate gaate gymkhane mein
ghanta kucch aata aur sab ko bole main celebrity
AP on the wrist hands in a fist
Hum hain saath mein the end
Feel se gao haath upar now