Kyun ghum ho rha hu mai iss qadar
Kyun tere sang guzaare yaad aaye pal
Kyun ghum ho rha hu mai is qadar
Kyun tere sang guzaare yaad aaye pal
Naa aaj ki naa kal ki hai koi fikar
Kyun khoo raha hu mai iss qadar
Kyun khoo raha hu mai iss qadar
Jis tarah mai kho raha hu
Mai bhi na jaanu mai aisa kyun ho raha hu
Kya ye tere jaane ki khushi hai
Ya wapas na laut ke aane ka gum
Kyun ghum ho rha hu mai is qadar
Kyun tere sang guzaare yaad aaye pal
Na aaj ki na kal ki hai koi fikar
Kyun khoo raha hu mai iss qadar
Kyun khoo raha hu mai iss qadar
Teri yaadein wo mulakaate wo
Kyu mere mann mai bnaye ghar
Kyu har pal tere kadmo ki aahat mujhe yu sunaai de
Kyun ghum ho rha hu mai is qadar
Kyun tere sang guzaare yaad aaye pal
Na aaj ki na kal ki hai koi fikar
Kyun khoo raha hu mai iss qadar
Kyun khoo raha hu mai iss qadar
Duur hoke bhi tujhe yu khoke bhi
Dekh paa rha hu tujhe har jagah
Kyun ghum ho rha hu mai is qadar
Kyun tere sang guzaare yaad aaye pal
Na aaj ki na kal ki hai koi fikar
Kyun khoo raha hu mai iss qadar
Kyun khoo raha hu mai iss qadar