LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Haste Huye

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Chalo ek raaz ki baat batati hon
Tumhe bina ansuoo ke rona sikhati hon
Na khabar kisi ko hum kya kuch seh rahe
Tumhe sath ansuoo ke hasna sikhati hon
Pyar mein pagal karke
Pagal bnaya hai
Hum khud hi maan gye
Jab bhi tune rulaya hai
Khabre paki hai saari
Na andekha kar paye
Kin kin galiyon se kitne tum gharo mein jate ho
Batein nahi tum to
Raaz chuptae ho
Naraz hoke nikke aur ghar haste huye ate ho
Batein nahi tum to
Raaz chuptae ho
Naraz hoke nikke aur ghar haste huye ate ho


Main jawab puchti hon
Tum sawaal karte ho
Hum baat hi to kar rahe
Kyu bawaal karte ho
Main jawab puchti hon
Tum sawaal karte ho
Hum baat hi to kar rahe
Kyu bawaal karte ho
Rangeen karke unke khayalon ko
Besharam kyu bura mera haal karte ho
Jo na pasand wo bhi unke
Hathon se khaate ho
Batein nahi tum to
Raaz chuptae ho
Naraz hoke nikke aur ghar haste huye ate ho
Batein nahi tum to
Raaz chuptae ho
Naraz hoke nikke aur ghar haste huye ate ho


Pairon mein pehan chalo
Hum joote thodi hain
Tere pyar bina mar jaye
Itne bhukhe thodi hain
Pairon mein pehan chalo
Hum joote thodi hain
Tere pyar bina mar jaye
Itne bhukhe thodi hain
Tanha chod ke kehte ho
Koi sazza nahi dete
Kyu khush rakhne ki mujhe karam
Koi wajah nahi dete
Khel khelte ho acha
Dokhe se harate ho
Batein nahi tum to
Raaz chuptae ho
Naraz hoke nikke aur ghar haste huye ate ho
Batein nahi tum to
Raaz chuptae ho
Naraz hoke nikke aur ghar haste huye ate ho

WRITERS

Karamjeet Singh, Arpan Bawa

PUBLISHERS

Lyrics © Sony/ATV Music Publishing LLC

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other