Sadiyon baad hai mauka aya
Na koi smajha na jaan hai paya
Bhagton ka huya puran sapna
Main karu ram naam ka jaap
Main karu ram naam ka jaap
Man ko milti hai santusti apka jab bhi naam jappun
Aaun jaaun main jahaa bhi apko aapne sath rakhu
Man ko milti hai santusti apka jab bhi naam jappun
Aaun jaaun main jahaa bhi apko aapne sath rakhu
Karun parnam sdaa main jodke dono hath
Main karu ram naam ka jaap
Main karu ram naam ka jaap
Sache manse maan ke dekho ram naam dukh harta hai
Sukh hi sukh bharpoor paaye jo pooja dil se karta hai
Sache manse maan ke dekho ram naam dukh harta hai
Sukh hi sukh bharpoor paaye jo pooja dil se karta hai
Ek hi naam mita deta duvidhaye laakh
Main karu ram naam ka jaap
Main karu ram naam ka jaap