LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Iss Baarish Mein

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Jaana..aa baarish aayi hai
Phir se..ghata si chhayi hai
Bheegein bheegon de, Ek duje ko baarish mein
Mausam bhi shaamil, Apni iss guzarish mein

Aaja re aaja re, Aa bheege iss baarish mein
Dekho baadal na guzre, Bin barse iss baarish mein 2

Hasraton ke kafile bhi..Dekho woh aa rahe hain
Udte udte woh parindey.Lagta ye gaa rahe hai
Karlein aa poorey, Armaano ko baarish mein,
Mausam bhi shaamil, Apni iss guzarish mein

Aaja re aaja re.Aa bheegein iss baarish mein
Dekho badal na guzre ..Bin barse iss baarish mein - 2

Har bar jab bhi chhaye .Sawaan ki yun jadhi ho
Chahunga main saamne tum..Bheegi si bas khadi ho
Mujhko mila tu.Khuda se sifarish mein
Mausam bhi shamil .Apni iss guzarish mein

Aaja re aaja re.Aa bheegein iss baarish mein
Dekho badal na guzre.Bin barse iss baarish mein - 2"

WRITERS

Avishek Majumder, Manjeet Singh Kohli

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other