LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Ye Waada Hai

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Jabse baandha hai tuneMujhko apni dor mein
Piro liya hei tujhko maine . dil ke har ikk por mein
Saaton janam tak ye. dil ka irada hai
Humko nibhana sang ye waada hai
Kar hi liya jab ye . dil ne iraada hai
Waada nibhane ka ye waada hai

Ab tere jo sapne hain woh mere apne
Milke basayein ikk jahan
Har lamha har ik pal Tujhse hai aaj aur kal
Har waqt tera ab se waada hai
Kaisi bhi rahon mein . bas tu ho bahon mein
Chalna hai sang sang, ab ye waada hai

Aankhon mein tu hi tuSaanson mein tu hi tu
Mujhko hei teri justjoo — 2
Hathon mein haath le Chalein saath saath mein
Jeene ki khwahish aur zyada hei
Ab na ye chhootega . ab na ye tootega
Dor ye dil ki, tujhse waada hai

WRITERS

Avishek Majumder, Manjeet Singh Kohli

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other