LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Muzmahil

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Muzmahil aur khafa
Bechain khamakha

Hain karvatein khaali
Neendein khafa bhi
Bas khayalon ka
Hai yeh silsila
Kyun hain hum judaa `

Umeedein thi behki
Parchhai maayusi
Dheemi aahatein
Dein dil pe dastakein
Kyun hain hum judaa

Mehsoos dil ne kiya
Ho gaya yeh dil ho gaya

Muzmahil aur khafa
Bechain khamakha

Muzmahil aur khafa
Bechain khamakha

Fizaayein yeh shaam ki
Guftgu karti
Shukriya aye Rab
Mera Banda Parvar
Bas khud hi hoon mein

Muskuraane ki
Ik koshish maine ki
Thaama hai jo haath, hai mera jo saath
Mera humsaaya main

Mehsoos dil ne kiya
Ho gaya ye dil ho gaya

Muzmahil aur khafa
Bechain khamakha
Muzmahil aur khafa
Bechain khamakha

Muzmahil
Ho gaya yeh dil
Muzmahil
Muzmahil

WRITERS

Payal Madan, Hitesh Madan, Ariv Madan

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, Royalty Network

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other