Baatien yeh, Baatien fizool ki
Bas chalna hai yahan zaroori
Magar Delhi hai abhi door
Aur tu maujood ni, yeah yeah yeah yeah
Raat raat baithe saath saath
Saath saath mera kaam kaaj
Mera kaam kaaj bas hai aaj aaj
Time time ki yeh baat sab
Stage pe mache khurafaat jab
Aate jaate hai kayi toofan
Udta jaaye khwaabon ka vimaan
Haath de ya baandh le samaan
Rukti kisi ke liye nahi yeh zubaan
Ooh, Gaane daale zeher ab
Ooh, Sheher pe ho keher ab
Ooh, Doob le ya fir tair ab
Chu ke dikha yeh leher ab
Ooh, Gaane daale zeher ab
Ooh, Sheher pe ho keher ab
Ooh, Doob le ya fir tair ab
Chu ke dikha yeh leher ab (Oh)
Kare sab vibe vibe, karte the sideline
Machadi hype hype, karte yeh typetype
Chaiye mujhe spotlight, banda ni Hi-Fi
Judu mai sabse, jaise mai Wi-Fi (Yeah)
Raat raat baithe saath saath
Saath saath mera kaam kaaj
Mera kaam kaaj bas hai aaj aaj
Time time ki yeh baat sab
Stage pe mache khurafaat jab
Aate jaate hai kayi toofan
Udta jaaye khwaabon ka vimaan
Haath de ya baandh le samaan
Rukti kisi ke liye nahi yeh zubaan
Ooh, Gaane daale zeher ab
Ooh, Sheher pe ho keher ab
Ooh, Doob le ya fir tair ab
Chu ke dikha yeh leher ab
Ooh, Gaane daale zeher ab
Ooh, Sheher pe ho keher ab
Ooh, Doob le ya fir tair ab
Chu ke dikha yeh leher ab (Oh)