Ishq deewana dil ko banaaye
Ishq deewana dil ko banaaye
Ishq deewana dil ko banaaye
Ishq deewana dil ko banaaye
Ishq deewana dil ko banaaye
Yaar ki chaahat mein khojaye
Prem khazaana jab woh paaye
Pyaar ki naagri mein woh jaaye
Ishq deewana dil ko banaaye
Ishq deewana dil ko banaaye
Ishq deewana dil ko banaaye
Ishq deewana dil ko banaaye
Ishq ka har janib jalwa hai
Ishq ka pyaala sab ne piyaa hai
Ishq se rukh mai rangat aaye
Ishq se raahi manzil paaye
Ishq aasaan mushqil ko baanaaye
Ishq deewana dil ko banaaye
Ishq deewana dil ko banaaye
Ishq deewana dil ko banaaye
Ishq deewana dil ko banaaye
Ishq bahaaron ka jhoka hai
Ishq haseen naazuk tohfa hai
Ishq se mehki mehki hawaa hai
Ishq se masti bhari ghata hai
Ishq ke dum se sharmo haaya hai
Ishq bohot hi pyaari khata hai
Husn guloon mai ishq hi ka hai
Ishq se hi rang laati dua hai
Ishq se aashiq jag mai chaaye
Ishq se ghaafil raah pe aaye
Ishq bhala qatil ko banaaye
Ishq deewana dil ko banaaye
Ishq deewana dil ko banaaye
Ishq deewana dil ko banaaye
Ishq deewana dil ko banaaye