Search for Songs, Artists & Albums
Add Song
Add Song
Dekh Mujhse Pyaar
Arun Daga
Lyrics
Dekh mujhse pyaar mat kar,
Mai tere qabil nahi,
Kya tujhe mai de sakoonga,
Kuch mujhse hasil nahi,
(Kuch bhi Mayassar nahi,
Kuch bhi muqammal nahi)-2
(Kuch toh tere khwab honge,
Kuch toh hongi khwaishein,
Chah kar bhi poora kar
Paoonga kaise mai unhe)-2
Phir kya aana meri janib,
Mai tera sahil nahi,
Dekh mujhse pyaar mat kar,
Mai tere qabil nahi,
(Kuch bhi Mayassar nahi,
Kuch bhi muqammal nahi)-2
WRITERS
Arun Daga
PUBLISHERS
Lyrics © IPRS
Share
See A Problem With Something?
Lyrics
Other