Search for Songs, Artists & Albums
Add Song
Add Song
Yaad Tujhe
Arun Daga
Lyrics
(Yaad tujhe
Kisi ne kiya jo kabhi,
Bas jaan lena
Ke wo mai hoon kahi)-2
Shaamo subah har jagah,
Zeheno dil mein bewajah,
(Bas tu hi)-3
Kaise bhulaoon
Tera wo girna
Meri bahon mein
Aisa laga ke
Jhuka aasman bhi
Mere pawo mein
De phir mujhe,
Lamhe aise,
Yaadon mein jinhe,
Rakh loon,
Shaamo subah har jagah,
Zeheno dil mein bewajah,
(Bas tu hi)-3
(Meri duniya ab tujhi se
Kuch dikhe nah tere siwa)
Yaad tujhe
Kisi ne kiya jo kabhi,
Bas jaan lena
Ke wo mai hoon kahi-2
Shaamo subah har jagah,
Zeheno dil mein bewajah,
(Bas tu hi)-3
WRITERS
Arun Daga
PUBLISHERS
Lyrics © IPRS
Share
See A Problem With Something?
Lyrics
Other