LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Aaena

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Bhula de jo beeta,
yeh din tha pecheeda
Bhula de jo haara,
woh tera nahi tha

Khamoshiyon ne jo kaha,
suna hi nahi bheed ne
Koi tere jo saath hai, tu hai

Aaeena tujhse kahe
Tu hai na, tere liye

Khud se hi, tu kar de bayaan ankahee
So ja tu thak ke ja khaabon mein, yun hi
Yaadon ki bhooli kitaabon se
Tu le aa kabhi, tera jo khwaab hain
Tu, tu, tu yahin
Tu, tu, hai na yahin

Aaeena tujhse kahe
Tu hai na, tere liye

WRITERS

Alok Ranjan Srivastava, Arun Kamath, Vineeth Jayan

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other