Yaadon ke saaye mein Gujregi jindagi
Bhule se bhule na yaaron ki bandagi
College ka pahla din New journey ki shuruat
Aaj bhi yaad hai doston se pahli mulaqat
Baton hi baton mein chal pade sath sath
Hostel room ho ya chai ki thadi
Masti mein bheegein thi raat
Koi bhi ho festival there was always celebration
Beeta year masti mein exams ki night ki wo tensions
Junior ho ya senior , ye dil fida har haseen par
Ek baar mudke jo dekhe kabhi , rahte the na hum zameen pr
Bantey bigadtye rishtye kayi , wo manzar na koi bhula sake
Khwabon ki duniya bhi hoti hai kya , yanki mere dil ko na aa sake
Jee bharke jeelo mere dosto , ye daulat na koi kama sake
Kitni bhi sauharat lutade koi , magar pal ye wapas na paa sake
………………………………….END……………………………………..