Raat bar meri baahon mein
Ya to yahin mere khwabon mein
Haar se mujhe kheench le tere hothon ke qarib
Teri khushiyon ke khatir mein sab kuch gava dun
Hawa tham lun, abhi rok dun, bas bol de tu
Raat bar meri baahon mein
Ya to yahin mere khwabon mein
Teri badan mere baahon mein zaroori hai
Jaise ki saas hai jeene ke liye
Mere kaandhe pe jab tu soti hai
Mujhe lagta hai mein bana hu bas tere liye
Aashiq hu mein tera aur kuch nahi mera pehchan
Teri khushiyon ke khatir mein sab kuch gava dun
Hawa tham lun, abhi rok dun, bas bol de tu
Raat bar meri baahon mein
Ya to yahin mere khwabon mein