Jiska Dard Liya Tha Maine Dard Wo Mera Badha Gayi
Maine Jisko Chuna Wo Mujhko Chuna Laga Gayi
Mall Ke Mall Lejake Roj Roj Aish Bhail
Party Sharty kaini Daily Khatam Sab Cash Bhail
Gift Dekhke Lar Tapkati Chipak Ke Bike Par Baith Jaati
Mera Number Block Kiya Wo Mujhko Ullu Bana Gayi
Maine Jisko Chuna Wo Mujhko Chuna Laga Gayi
Ho Gaini Ham Akela Fikar Mein Likar Pihi
Pahile Ke Bhejal Massege Dekh Dekh Ham Ta Jihi
Jaan Bujh Ke Hamse Jhagadi Lagta Hai Dushra Murga Pakadi
Suna Tha Pyar To Poisan Hota, Thoda Sa Test Kara Gayi
Maine Jisko Chuna Wo Mujhko Chuna Laga Gayi