Kal savere, teri aankhon se meri aankhein milega nahi
Kal savere, teri Hasi ki aawaz mein sunoonga nahi
Ye jaanke ik pal bhi na hue
To dil me khaali sa lagta kyu
Mein mehsoos karunga hi nahi
Soja yahin mere baahon mein
Chaahe woh kal se mere khwabon Mein
Kal savere hum na rahenge
Tum aur mein juda ho jayenge
Kal savere jab mein rota hu
To dil me khaali sa lagta kyu
Mein mehsoos karunga hi nahi
Soja yahin mere baahon mein
Chaahe woh kal se mere khwabon Mein