Phir bhi mein jaga kyun hu
Waqt nikal gaya, Tu bhi nikal gayi
Phir bhi mein yahan phad gaya kyun
Teri aahaton ke intezaar me
Aur mein bewaja baitha hu
Kho gaya mein tanhaaiyon me
Aakhir tu bhi anjaani thi
Mein teri parchaayi ko dhoondhta kyun?
Poochta hu ki ab bhi pyaar hai kya
Girta hu mein, rota kyun mein?
Uthta nahi kyun mein tere bina?
Teri aahaton ke intezaar me
Aur mein bewaja baitha hu
Kho gaya mein tanhaaiyon me
Aakhir tu bhi anjaani thi
Mein teri parchaayi ko dhoondhta kyun?