Jaana, o Jaana, maine jaana jabse tujhe
Maanga, uss din se, maine maanga rab se tujhe
Lagta hai rab ne sunn lee, duayein ab meri
Hai tujhtak jaa pahunchi, sadayein ye meri
Tu jab se hai aayi, yun mann ko hai bhaayi
Fir kaisi hai ye doori...main jaanu na
Subah se teri batein, akele kantun raatein
Ye kaisi majboori...main jaanu na
Mausam le raha heibalayein ab teri
Kya tujhtak jaa pahunchisadayein ye meri
Haule haule haule ye ankhein teri boley
Labon se bhi toh abkuch bol de
Kar na tu deribas hoja ab tu meri
Bata de raza teri.kuch bol de
Tere hi liye hainwafayein sab meri
Hein tujhtak jaa pahunchisadayein ye meri