Raat bhar baatein ki hai toh bhi Mujhe lagey
Barbaad hua dil tere vaado mein
Nahi socha maine ki i should've
Aankhein khuli par vo sapne dekhu Mann mein
2 baar toda dil mera kaise tune
I'm still feeling some kinda way
Mann ye soja kehta rehta mai bhi Khudse
Sapne dekhein jahan mil gaya hun Tujhse
Loving you tonight is gonna
I just wanna see the lights
Lonely round people i just wanted to
2 baar toda dil mera kaise tune
Dil se gaane likhein maine
Vo galat mai toh aisa hi hun kabhse
Kaise bolu tujhe dekha maine Khwaabon mein
Dil mein rakhta itne raaz
Mai bhi baithha apne kamre ke Kinaare mein
Khud ko puchhun kaise fasa tere Vaadon mein