LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Yaadein

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Guzaaru din
Teri yaadein gin gin
aankhon ka dhoka
Kuchna dikhe tere bin
Ya mai sapno mein gum
Ye bhi hai mumkin
Halka sa dil jo hua
Ji lge na tere bin
.
Raaton ko jo jaagu
Bechaini hi staaye mujhe
Khidki se dekhu baahr
Taare nazar aayien mujhe
Badlon se upar ab toh
Asmaan bulaaye mujhe
Hste the baaton pe
Vo saari Yaad ayein mujhe
.
Guzaaru din
Teri yaadein gin gin
aankhon ka dhoka
Kuchna dikhe tere bin
Ya mai sapno mein gum
Ye bhi hai mumkin
Halka sa dil jo hua
Ji lge na tere bin
.
Dil apne saath nahi hai
Milta kya sila hai wafa ka
Door jo tu pal mein ho jaye
Esa hi hai rukh ye hawa ka
Avi likhta geet jo saare
Likh tere naam kra tha.....
Hum toh hain tagde aashiq
Tu puche pyaar kaha tha ...
.
Guzaaru din
Teri yaadein gin gin
aankhon ka dhoka
Kuchna dikhe tere bin
Ya mai sapno mein gum
Ye bhi hai mumkin
Halka sa dil jo hua
Ji lge na tere bin

WRITERS

Love Sharma

PUBLISHERS

Lyrics © Ambala Productions

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other