Tu hai safar, teri gehraiyaan
Mujhe ko lage jaise yeh ho meri parchhaiyan
Ye nasha kaisa, aankhon mein bas tera hee chehra
Dub raha main, teri gehraiyaan
Tere khayalo mein khoya rehta hoon
Bhul gaya hu pehchan apni
Beparwah tu hee mera aashiyan
Mujhko sataye yeh Khamoshiyan
Yeh kaisi shahr isme tera hai aasr
Dub raha main, teri gehraiyaan
Teri hee baatien karta rehta hoon
Kho diya hai khud ko maine
Gheraiyaan dub raha jahan
Bepanah junoon hai ya Khumar