Khudko maine kashmakash mein teri
Tune toh ek pal bhi mujhko dekha hee nahi
Jaha jaye mere kadam qayamat beraham
Tut Jaye bharm Jo tu ho mere sang
Sang chale toh zindagi lage asan mujhe mehfooz tu
Jal raha hai badan, sanson mein bhi chubhan
Akhiri dafa unse milne ko dil mera majboor hai
Yeh furkatein manzoor hai