Kaisa yeh mausam hai khusboo teri haawaon mein hai
Naya sa savera hai aur meri bahon mein tu hai
Mere sath hai tu har jagah
Meri baaton mein tera naam jaise ho chipa
Har lamhe mein ho zikr tera
Tu ek khawab hai jo mukkamal hogaya
Tera hone se main pura hogaya
Tera bin rukhi si har subha
Khoobsurat hai yeh raabta
Kaisa yeh manzar hai gunj teri har dishaon mein hai
Madhoshi bhara alam hai chauha jo tunne mujhe main udd chala
Tere honne se main mehfooz hogaya
Khushiyan hai jo meri sab tujhse hee judi
Tere bin mumkin na din mera
Tu ek khawab hai jo mukkamal hogaya
Tera hone se main pura hogaya
Tera bin rukhi Si har subha
Khoobsurat hai yeh raabta