Aajkal mujhe aisi chizen karti hain pareshan
Jinko mai na samajha kabhi
Karta na mann ki na mai sunta
Tujhe chod ke ye duniya sari ansuni si hui
Teri aankho me mai jab deakhta hu wahi ghusa rahu wahi pe hi ghar bhi banau
Mere gane bane tere liye gaano me chahu honey badhsah ko sath me bhi lau
Aisa chahu tujhe tere chahne se pehle hi chahate ye teri tere pas chali aae
Dil bhare tera mere hi khayalo se tu dil me na kabhi kisi aur ko bhi lae
Chal aa sath kare sapne sakar
Mere pyar ko tu deti akaar
Zara gaur tu sunn meri baat
Seene se lag ja sunn tera naam
Jo bana krishna toh tu meri awam
Tu meri manzil safar dono toh
Tera bina jeena lagta masan
Aajkal khudko bhulu main yaado me teri
Yaade meri kya ab tujhko bhi
Aajkal khudse puchu kyu yun baate bas teri
Hoti sabse hai aur mujhse bhi