Dooriyan yeh dooriyan, ab hongi na kum
Chal pade kuch kadam tujhse dur hum
Na kabhi koi shikayaten thi
Phir tum mujhse khafa kyun thi?
Yeh suhani sadakein mujhe
Na bhule vo baatien, Jo tune kahi
Waadien humare tute sabhi
Haule se dhire se dhundle mujhe
Dil ki awaaz se pukar le mujhe
Ha bas tujhse rutha hu mai
Iss bar mujh ko mana bhi le
Na bhule vo baatien, Jo tune kahi
Waadien humare tute sabhi