Kisko sunati hai kisse tu ab
Aati hai kiske tu hisse m ab
Meri kadar na tujhe ab rhi
Satati hai kiski fikar tujhe ab
Tu dikhti hai khus kya sach m bhi hai
Meri jaisi mohabbat kya usse bhi hai
Kya rakhta hai dhyan wo meri tarah
Kya tune kare usse vaade bhi hai
Hum karte nase jaage raato m hai
Tu ab bhi basi meri aankho m hai
Ab na mohabbat phir hogi kabhi
Tu saamil meri har saanso m hai
Irado m hai tujhko pana magar
Lakiro m na teri dikhti jhalak
Ye raste ye podhe ye fool or gagan
Rokhe mujhe khete na tu bhatak
Kisse sunati na kisi ko ab
Kat ti hai raate bechini m ab
Photo hamari jo dekhu kabhi
Dikhti h photo m duniya hai ab
Kya hi batau dil e haal tujhe
Tu tha toh khusiyo m samil m thi
Chupa leti gum halki muska sahare
Seekhi mohabbat jo tujhse hi thi
Aajadi mile tujhe chane ki frr
Batana tujhe wafa khete kise
Mar jana hai teri baho m hi
Bata dena duniya ko jeete kaise
Kya ab bhi sambhale hai tune wo thofe
Kya dekhe tasveere hamari tu roke
Kya taaro se maange tu ab bhi mujhe
Kya ab bhi tanhai m mujhko hi soche