Uchchalta hai yahaan wahaan
Mera haaye mann badalta rehta kyun bhala
Ho jab gham toh khushi chaahe yeh
Hon khushiyaan jo toh gham dhoonde yeh
Bechainee se dosti kar chuka
Raahaton se yeh na mil saka
Ghabraaoon aisey kyun main baat baat pe
Rog hai yeh na koi dhong hai
Jaan lo yeh aisa hoon nahin main shauk se
Khud se main bhi pareshaan hoon
Baithe baithe hi ro deta hoon
Bechainee se main dosti hoon kar chuka
Raahaton se main na mil saka
Hai kehna yahi aur kuch nahin
Koshishein kayi badalne ki kareen
Baithe nahin phir bhi yeh
PUBLISHERS
Lyrics © IPRS, The Administration MP, Inc., THE ADMINISTRATION MP INC, UBEM (União Brasileira de Editoras de Música)