LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Mujhe Pyaar Ho Chala

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Pyar Mein Pyar Se Tujhko Jo Dekha To
Pehli Baar Dil Jala Mujhe Pyar Ho Chala
Pehli Baar Dil Jala Mujhe Pyar Ho Chala
Pyar Mein Pyar Se Tujhko Jo Dekha To
Pehli Baar Dil Jala Mujhe Pyar Ho Chala
Pehli Baar Dil Jala Mujhe Pyar Ho Chala
Pyar Mein
Pyar Ki Aag Dil Mein Sulagne Lagi
Mujh Mein Aurat Kaha Se Ye Jagane Lagi

Pyar Ki Aag Dil Mein Sulagne Lagi
Mujh Mein Aurat Kaha Se Ye Jagane Lagi
Aaya Hai Kaaha Se Mujh Mein Ye Hausla
Pyar Mein Pyar Se Tujhko Jo Dekha To
Pehli Baar Dil Jala Mujhe Pyar Ho Chala
Pehli Baar Dil Jala Mujhe Pyar Ho Chala
Pyar Mein
Pyar Ki Nazaro Se Dekh Le Tu Mujhe
Bahut Mumkin Hai Achchi Lagi Main Tujhe

Pyar Ki Nazaro Se Dekh Le Tu Mujhe
Bahut Mumkin Hai Achchi Lagi Main Tujhe
Kyun Paas Rah Ke Bhi Hai Hum Mein Ye Faasala
Pyar Mein Pyar Se Tujhko Jo Dekha To
Pehli Baar Dil Jala Mujhe Pyar Ho Chala
Pehli Baar Dil Jala Mujhe Pyar Ho Chala
Pyar Mein
Aaj Jaana Ke Auro Se Pyara Hai Tu
Is Bhatakti Nazar Ka Sahara Hai Tu

Aaj Jaana Ke Auro Se Pyara Hai Tu
Is Bhatakti Nazar Ka Sahara Hai Tu
Ab Aarzu Yehi Hai Na Ruke Ye Silsila
Pyar Mein Pyar Se Tujhko Jo Dekha To
Pehli Baar Dil Jala Mujhe Pyar Ho Chala
Pehli Baar Dil Jala Mujhe Pyar Ho Chala
Pyar Mein Pyar Se Tujhko Jo Dekha To
Pehli Baar Dil Jala Mujhe Pyar Ho Chala
Pehli Baar Dil Jala Mujhe Pyar Ho Chala
Mujhe Pyar Ho Chala

WRITERS

Rajesh Roshan

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

From This Artist