Har jagah khatra hai meri jaan
Raatein guzaari mein dozagh ki aagon mein
Yahan sirf laashain hain naakay hain
Gutter ke khultay yahan pe darwaazay
Jaago ge apnay iss khwaab se
Metal aur Iron straight to your face
Straight to your doorstep
Special delivery please leejaye
Godfather im gonna need my horse head back
Diarrhoea teray muun se im gonna force it back
Khoon girta aur phir shor machta hai
Wafadaar kutta bhi tera bhonk padta hai
Teray ghar walay poochtay hain yeh kon ladka hai
Game pakdi haath mein Buffon hai yeh
Meri lazr cut like you razor sharp
Rehta andheray mein after dark
Kaali Corolla meri chaar by chaar
Kitnay yahan pe hain awaazaar
Sab kuch dikhta mein watch tower
God gave me so much star power
But im betterrrrrrrrrrrrr
Ae khuda meray dushman ka pait bhar
Roye na jab mein aoun uske gate par LAZR
Ae khuda meray dushman ka pait bhar
Roye na jab mein aoun uske gate par LAZR
Ae khuda meray dushman ka pait bhar
Roye na jab mein aoun uske gate par LAZR
Zeroes add kar doh chaar aur teen
Mujhay mat sikha apnay fazool qawaneen
Likhai ki toh baat ki mera zer zabr seen faraq
Sheen ke nukton ke sheen faraq
Yeh dartay hain apnay hee aks se
Aur woh lamha hai priceless
Mein nihaar muun tujhay nikaal duun
Aaj ja ke diye teri video ko chaar views
Sound teri faaltu aslay ki baatein Ashir poora kartoos
Kidar hai creativity teray gaanay typical
Mereko sona chahiye khilona chahiye
Meray nalkay mein mujhay petronas chahiye
Straight to the guillotine
Fragile futile you need some humility
Karta mein khujli inke dimagh mein
Chahtay hain kitna par nahi yeh dikhatay
Billy bola ja ke in ke kaan meun cheekh
Dee mainay inn hateron ki gaand mein seekh
ugh pls kitna ghalees hun mein theek hun mein
Dard tujhay hui toh kyun cheekoon mein
Beef nahi karta poora beef hun mein
Dheet hun you scream ooo ill eat you man