Londa sirf mein iss zamanay mein
Mujhay yun tang nahi kar jaani
Meray ko bilboard maangta
Aur mein tera song nahi sunta chal
Bhai ko sirf do teen cheez chahiye life mein
Bhai Meray you're just killing my vibe man
Mujhay yun nasha nahi chadta
Mein tera paper nahi padta
Jab bhi kuch karun it turns into culture
Yeh londay hain wasted scavenging vultures
They pick up they hover they need what I'm on
Ab uthay le yeh verses and turn into song
Like buubbudaa sssuussadaa
In my chappal and chadda beta I'm fancy
Mein thora handsome jaani
Meray ko chahiye tera pesa jaani
Khaki yeh pait hai aur bhook Mujhay lagti gutter se aya aur jeetun ga trust me
Your girlfriend is moody and she wanna
I'm not with that shit but that shit is funny
Sirf do teen cheez do teen cheez chahiye life mein
you're just just killing my vibe man
List khol bc pehlay tera naam hai
Barbadi karna yeh toh Mera kaam hai
Mein tum Sab se pehlay khara yahan pe like ooo
Thora salty par phir bhi grateful like
Aapki badi mehrbani jaani
Aapko laga yahan tak baat nahi ani?
Nahi mari toh kesay pilayega
Ab chor de paani fuck that
Mujhay aik Chivas chahiye
Jispe likha hua Mera naam sahi hai!!!?
Burns road ka fry kabab raita saath bhai ki maan charga aur dass hazaar naan chahiye
G wagon jiske saath g wagon jis ka sound system stock aur aik jahaaz chahiye
Han chahiye aaj chahiye beta yeh aanay de lekin tu rehnay de beta tu janay de
Golf club mein chahiye Mujhay poora aik golf course khelta bhi nahi cuz that shit is awful
Gaanay yeh suntay aur kehtay he's funny
Par mein actual mein serious mein actual resilient I'm in your house and I'm eating your cereal londay confused hai maangtay material boy yeh sab bahanay hain lekin tu rehnay de beta tu janay de
Londa sirf mein iss zamanay mein
Mujhay yun tang nahi kar jani
Bhai thora vibe mein vibe mein
Meray ko bilboard maangta
Aur mein tera song nahi sunta Chal
Bhai ko sirf do teen cheez chahiye life mein
You're just killing my vibe man