Tere bina meri tanha hai shaamein
Tanha yeh raatein hai hazaar
Teri Yaadein teri baatein
Tere bina meri tanha hai shaamein
Tanha yeh raatein hai hazaar
Teri Yaadein teri baatein
Tere bina.. Kaise main kahu
Tuhi meri.. Sun le ab yeh tu
Tuhi toh hai meri dil ki Aashiyaana
Ki maine tujhse baatein hazaar
Guzri hai meri.. Raatein Hazaar
Raaton mein bhi ab main na soyaa
Tere bina.. Kaise main kahu
Tuhi meri.. Sun le ab yeh tu
Tuhi toh hai meri dil ki Aashiyaana
Tere bina meri Bikhri yaadein