LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Aakhir Kaar (feat. Aahan Mahurkar)

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Nayi nayi si ye mahek dekho kya hai
Pankhudiyon pe tera naam likha hai
Aakhir kaar
Kehne de mujhe
Na tu kar inqaar
Sitaaron mein bhi teri aankhon ka nishaan hai
Jaha bhi jaau chadha tera hi nasha hai
Be tarah
Uljha mahek mein teri
Dil mera
Kyun kahi
Tu mila nahi
Hua ye na kabhi
Badla hai kya abhi
Lehraati hawaaon ka dekha ye kehna hai
Dekho dil ka vo raaz sar e raah biccha hai
Be gaana
Mujhe na kar tu mera
Ho jaana
Hawaaon par hai sawaar
Hai faila jo ye karar
Hua main giraftar
Rihai mujhe na gawar
Dhundu toh mujh mein mujhe mila aur kya hai
Rakha hai jo tu hi tu rakha hai
Nayi nayi si ye mahek dekho kya hai
Hua pareshan dhundu iska pata main
Gul hu main
Aur pura gulzar tu
Aakhir kaar
Na kar inqaar
Kyun kahi
Tu mila nahi
Hua ye na kabhi
Badla hai kya abhi
Nayi nayi si ye mahek dekho kya hai
Pankhudiyon pe tera naam likha hai

WRITERS

Mayank Saini

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Enjoyment

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

None